Saturday, April 11, 2009

MEHFIL MAI

wo bhi to tha ek shakhs zamana shanas mehfil mai
sari dunya mai ronaq laganywala rehgayatanha mehfil mai

chaltay chaltay jo lag gaya kanta dil k naha khanay mai
takleef hui bohat ,wo sar-e-aam ro para mehfil mai

kuch kehna chahta tha wo,kuch poochna chahta tha
kia karta k dewaron k bhi kaan lagay thay mehfil mai

ankhoon k paymanay jhalak rahay thay yun
bin piay bhi wo madhoosh tha mehfil mai

larta raha sari zindagi jang-e-wafa wo
har manli usnay magar bhari mehfil mai

kiun itna asar hai munafiq ki baaton mai "sadaf"
us ki ghalat ba'yani bhi manlaytay hain sab mehfil mai

Read

Read.


Aroused the sleeping mankind with the utterance of ‘Read’
And gave the creative hands a pen, to write
The two torches to lead away from dark ages
Two keys to the city of knowledge
Take o! mankind these gifts of God
Wake up to new dawn, that Mustafa woke
Seek the wisdom of peace and kindness
Seek to remove ignorance of evil thoughts
Read what He has thought Adam
And give Angels a reason again
To bow in reverence to Blessing of Great
Show the devil his path to defeat
Read again, read, write again,
Read in the name of you Lord
Read
11.04.09 Musafirs
 

Free Blog Counter